tum se bohat kuch kehna hy magar...
kabhi tum nahi milty,kabhi alfaz nahi milty
yeh durian to mita don mai ek pal mai magar..
kabhi qadam nahi chalty, to kabhi rasty nahi milty
tumhain pana chahun umer bhar k liye magar...
kabhi halat nahi milty,to kabhi jazbat nahi milty
No comments:
Post a Comment