Pages

Tuesday, October 23, 2012


Rafaqaton ki haseen rut mn

muhabaton k gulab sary,

Wafa ki dori se bandh rakhna.

K raston mn bikher na jayen

Ek rasty k 2 musafir,

Khiyal rakhna bicher na jayen

Ye jhilmilaty se chand tary,

Ye muskuraty se phool sary,

Neelgon se rang-e-fitrat,

Shufaq ki laali subha ka anchal

Gulabi mosam,ye urta badal,

Gawah hn meri muhabaton k,

Faqat hai itna he tumse kehna

Mujhe wafa ki saza na dena,

Yad rakhna hamesha mujh ko

KBHI B MUJHKO BHULA NA DENA.

Jalte honton pe tabassum jo machalta h kabhi,

Zakhm dhul jate hen sawan jo barasta he kabhi,

Mene sochon maai tarashe hen khado khaal tere,

Mere bare main bata tu ne bhi socha he kabhi,

Charte suraj se kabhi tu ne milai he nazar,

Tu ne kirno ki taraf ghor se dekha he kabhi,

Log pathar main khilate hen umidon k gulab,

You bhi mumkin he bata aisa bhi hota he kabhi,

Tu ne samjha tha k main lot k aa jaon ga,

Aankh se bichra hua ashk b lota he kabhi.

Hai yaad mulaqaat ki woh shaam abhi tak

Mein tujhko bholane mein hoon nakaam abhi tak

Aa tujh ko dikhaon k tere ba’ad ay sitamgar

Weran paray hein ye dar-o- baam abhi tak

Gar tark-e-taaluq ko hoa ek zamana

Honton pe machalta hai tera naam abhi tak

Mehsos ye hota hai k woh hum se khafa hein

Kya tark-e-muhabbat ka hai elzam abhi tak

Maikhane mein bhoole se chale aye they “Mohsin”

Ahbab ki nazrao mein hein badnaam abhi tak…

Suna he uski ankhon se bujhi he peyaas sehra ki
jo kehti thi k pather hon mujhe rona nhi ata

aqal eyar hy soo bhess badal leti hy
ishq bechara na mula hy, na zahid, na hakeem

es baar wo talkhi hy k ruthy bhi nahi ham
ab k wo larai hy k jhagra na karain gy

wo bary tajasus sy puch betha mery gham ki waja
main halka sa muskuraya aor kaha  muhabat ki hy :)

bari tabdilian laye hain apny app mai lakin
tumhain bas yaad krny ki wo adat ab bhi baqi hy

hansny k liye to mil jain gy hazaron tum ko
jb rony k liye na mily koi kandha to bula lena mujy

kuch tabiyat hi mili thi esi k chain sy jeeny ki surat na hoi
jisy chaha usy apna na saky jo mila us sy muhabat na ho saki

yadain bhi hain, umeed bhi hay,be basi bhi hay
aye dost kia nahi hy hamari nigah main.....

main tujhy bhool to jata
magar tere taluq sy
jo chehry samny aye
jo rasty samny aye
jo lamhy samny aye
jo rishty samny aye
enhain kesy bhulata main
tujhy kesy bhulata main

bhool jana to rasam e dunia hy Wasi
tum ny bhula k konsa kamal kr diya

jo baat ham keh nahi sakty usy ham farz krty hain
chalo ham farz krty hain hamain tum sy muhabat hay

udas shamain,uaar rastykabhi bulain to laot ana
kisi ki ankhon mai rat jagon k azab aain to laot ana

abi nai wadion, naye manzaron mai reh lo magar meri jaan
ye sary ek aik kr k jab tum ko choor jain to laot ana

naye zamanon ko kurb orhy zaeef lamhy nidhal yadain
tumhary khawabon k band kamron mai aain to laot ana

agar andheron mai tum ko choor k bhool jain tumhary sathi
aor apni khatir hi apny apny diye jalain to laot ana

meri wo batain tuu jin pe be ekhtiar hansta tha khilkhila k
bicharny waly meri wo batain yaad aain to laot ana

Mujh sy har bar wo nazrain chura leta hay Faraz
Main nay kagaz par bhi bna k dekhi hain ankhain us ki
Kuch Waqat ki rawani nay hamain yun badal diya muhsin
Wafa par abb bhi qaim hain magar muhabat choor di ham nay
Main jis ki khatir muhabaton har had sy guzar giya hun
Woo abb bhi mujh sy puchta hy ke sach btao wafa karo gy
Gardash e waqt bhi agy mujhy lay ja naa saki
Tum jahan choor gy thy main wahin Hun abb tak
Likhna to tha keh khush Hun tery bageer bhi
Ansoo magar qalam sy pehly hi gir gy
Wo bewafa na tha yunhi badnaam ho giya
Hazaron chahny waly thy kis kis sy wafa karta
Badla wafa ka dain gy Bari sadgi sy ham
Tum ko bhool jao gy aor zindgi ko ham
Wabasta meri zaat sy kuch talkhian bhi thin
Acha kia jo mujh ko faramosh kr diya
Wo ishq jo ham sy rooth giya
Ab us ka haal batain kia
Udasi sham tanhai kask yadon ki be cheni
Mujy sab soonp kr utar jata hy suraj pani main

Thursday, October 18, 2012

Mousam ki tarha badalte hy us k ehad...........

Uper se ye zid k mujh pe aitbaar karo
Youn Na Chup Chap Mere Paas Chale Aaya Karo . . 

Barh Gaya Pyaar To Ek Roz Museebat Ho Jayegi . . ♥
Jee dhoondta hai phir wohi fursat k raat din..;

Bethay rhain tasawur-e-jaanaa kiye hoye...♥
Pagal-pan ki sari lakeerain mere haath main kyn___!!

Jis ko chahun, main hi chahun Main hi chahun kyn.__!!
Tumhara Daman Ho Aur Bas . . . .

Motiyon ki Tarhan Bikhr Jaon Mein. . . !

Wednesday, October 17, 2012

Kabhi Waqt Mile To Aajao,
Ham Jheel Kinare Ja Baithen,

Tum Apne Sukh Ki Baat Karo,
Hum Apne Dukh Ki Baat Karain,

Aur Un Lamhoon Ki Baat Karain,
Jo Sung Tumhare Beet Gaye,

Aur Ehd-E-Khizan Ki Nazar Howy,

In Sabz Ruton K Daman Mai,

Hum Pyar Ki Khushbo Mehkain,
In Bikhray Sabz Nazaron Ko,

Ham Aankhon Men Tasveeer Karain,
Phir Apne Pyar K Jado Se,

Hum Lamhoon Ko Jageer Karain,
Kabhi Waqt Milaye To Ajao?
Hum aksar sab se kehty hain

Keun khoaab adhory rehty hain?

Keun yaad kisi ki aati hai?

Keun dard jigar main hota hai?

Keun qadam behekny lagty hain?

Hum jab bhi chalne lagty hain

Keun palken num ho jati hain?

Hum jab bhi hansny lagty hain

Aksar raton ki tareeki

Yaadon k zeher ugalti hai

Keun hijr ka mausam aata hai?

Jab wasal ki baten hoti hain

Keun log deewany hoty hain?

Keun dard hazaron sehty hain?

Hum aksar sab se kehty hain

Keun khoaab adhory rehty hain.
PHIR KOI UDAAS
HAI""
ajnabi c raahon mein,

door tak nigaahon mein,

berukhi ka mosam hy,

aaj phir nigaahon ko,

beetay pal ki pyaass hai,

"aisa lgta h jesy,

" PHIR KOI UDAAS HAI"

bat to kray koi,

saath to chlay koi,

khamoshi ka pehra hy,

zakhm dil ka gehra hy,

phir rha hoon dar baddar,

mojzay ki aas hy,

"aisa lgta hy jesy,
"" PHIR KOI UDAAS HAI"
Apni Khushiyan Luta Kr Tujh Pe Qurban Ho Jaon,
Kash Kuch Din Tery Shehr Main Mehman Ho Jaon,

Tu Apna Nayab Dil Mujh Ko De Dy Or Phir Mangy,
Main mukr Jaon Or Bey Emaan Ho Jaon,

Tu Mujh Pe Sitam Karay Hr Ksi Ki Tarha,
Main Teri Is Ada Pr B Meharban Ho Jaon,

Tu Mery Paon K Nichy Se Zameen Kheench Ly,

Or Main Tera Asman Ho Jaon,

Tu Mujh Se Door Door Bhagta Phiry,
Khuda Koi Mojza Kary Or Main Tere Naam Ho Jaon.
Khafa hai mujh say mujhy pareshan karta hai
Ajeeb shaks hai khud say badguman karta hai

Na meri parwah hai na mery haal ki kuch khabar
Salook wo karny laga hai jesay anjaan karta hai
...
Wo mery zikr pay uktana mujh say katra kar guzar jana
Aesa lagta hai jesay wo doori ka saman karta hai

Pehly to mujh say milna hi aehem tha jis k liye

Ab milta bhi hai to jesay aehsaan karta hai

Taluk torna hai to aa k keh day mujh say
wo aesi batain gairon say bayaan karta hai....
” SUNO ”
Youn Chup Se Na Raha karo,

Youn Khamosh Se Jo Ho Jatey Ho,

Dil Ko Weham Sa Ho Jata Hai,

Kahein Khafa To Nahi Ho,

Kahein Udas To

Nahi Ho,

Tum Bolty Aachy Lagty Ho,

Tum Larty Aachy Lagty Ho,

Kabhi Shararat Se,
Kabhi Gussey Se,

Tum Haansty Aachy Lagty Ho
Koe shkwa ho koe shkyat ho hm sa kaha kro
Par u chup sa na raha kro’.
Kehne ko muhabbat hai lekin...

Ab aisi muhabbt kya karni..?
Jo neend chura le ankhon se
Jo khwab dikha kar palkon k
Tabeer main kantey de jaye
Jo gham ki kali raton se
Har aas ka jugnoo le jae
Jo khwab sajati ankhon ko
Ansoo hi ansoo de jae
Jo mushkil kar de jiney ko
Jo marne ko asaan kare
Wo dil jo pyar ka mandir ho
Wo yadon ko mehman kare
Ab aisi muhabbat kya karni?
Jo umar ki naqdi le jae
Or phir b jholi khali ho
Wo soorat dil ka roogh bne
Jo surat dekhi bhali ho
Jo qais bna de insan ko
Jo ranjha or farhad kare
Ab aisi muhabbat kya karni?
Jo khushyon ko barbad kare
Dekho to muhabbat k bare main
Har shakhs yehi kuch kehta hai
Socho to muhabbat k andar
Ik dard hamesha rehta hai
Phir b jo chez muhabbt hai
Kub in baton se darti hai?




Kub in k baandhe rukti hai?

Jis diL mein Es ko basna ho ..

YE CHUPKE SAY BAS JATI HAY !
Kehne ko mohabbat hay lekan

Ab aisi muhabbat kya karni..
baat niklegi to phir door talak jayegi

log bevajha udasi ka sabab puchhenge

ye bhi puchhhenge tum itni pareshan kyun ho

ungaliyan utthengi sookhe hue baalon ki taraf

ik nazar dekhenge guzare hue salon ki taraf

choodiyon par bhi kai tanz kie jayenge

kaanpte hathon pe bhi fikare kase jayenge

log zalim hain har ik baat ka tana denge

baton-baton men mera zikr bhi leayenge

unki baton ka zara sa bhi asar mat lena

varna chehre ke tassur se samajh jayenge

chahe kuchh bhi ho savalat n karna

mere bare men koi baat n karna unse

baat niklegi to phir door talak jayegi......
jo bat hm keh ni sakte use hm faraz krte hen
chalo hm faraz krte hen hamen tm se mohabbat hay
mohabbaten or bhi barh jati hen judaion se
tum sirf mere ho is bat ka khayal rakhna !!!
Rukh-e-yaar pe yeh zulfain yu’n phissal rahi hain goya,
Kabhi din nikal raha hai kabhi raat dhal rahi hai.....!!!!!

Tuesday, October 16, 2012

Thursday, October 11, 2012

тυм na ѕaмjнo ge dιl e nadan ĸι нaѕraтe ѕнayad 
jane ĸyυn ye cнaнтa нaι тυмнare paaѕ paaѕ reнna..!! 
Meri Saanson Ko Aadat He..
Teri Yaadon Se Chalne Ki..

Ruk JaeGi Ye Saansein..
Jis Din Tum Yaad Na Aaoge.
Chalo ! Ehad e Mohabbat ki zara Tajdeed kartey Hain ...
Chalo ! Tum Chaand Ban Jao Hum Phir Sey Eid Kartey Hain ... 
Naa Naa Tum Izhaar-e-MuhaBat Naa Karo . . . .

Main Abhi Aur Jeena Chahta Hun . . !
Sochati hu kabhi tere Dil me utar ke dekh loon**♥**

**♥**Kon basa hai tere Dil me jo mujhe basane nhe deta
ĸυcн ιѕ adaa ѕey aaj wo , peнloo naѕнee'n raнay . . .
jaв тaĸ нaмarey paaѕ raнay , нυм naнι raнay . . 
тυмнey мerι мoнaввaт ĸι ĸaѕaм ѕacн ѕacн вaтana…!!
gale мaιn вanнaιn daal ĸr мanana ĸιѕ ѕe ѕeeĸнa нaι..!!